Aslam u alekum girls and guys
Meri thaqeeq k mutabiq XRP token 3,12~3.34 tak hi jaiga in do month or
kabhi yeh aik dum 2.90 tak jaiga
tu mashwara ha jub done ho buy Karen or jub bhar u sell Karen is tarhan ap 2 3 dollar ear karsaktyn bar bar aik week me
is tarhan apki achi earning hojaigi or seekhny ko bhi Mily ga