Es Ki 10 reason Han .
1. Government.
Government kahti ha K Mari boundary K Ander jitny b insan rahtay Han wo Mari bat accept karey ,wo Jo earn kartay Han mujy b un main say kcuh da ta K government ap Ki protection kar sakay ,dosri Taraf insan kahta ha K earn main Karo ,mehnat main Karo aur du Ap ko Ku ,ya Jo larai ha government aur us K law k neachy rahny walay admi Ki ya aik waja ha K wo admi Nahi Dana chahata aik rupiah b Kisi ko ,es lea wo cryptocurrency ko chose kar raha ha.
2.Money Transfer Worldwide
Dosri waja ha K agr Kisi admi K pass koi paisa ha aur wo aik country say dosri country Kisi apny friends ya relative ko Dana chahata ha tu us Ki country us ko danay Nahi dati agr Kisi waja say permission mil jae tu Bohat inquries Karti ha ,ab jis admi ka paisa ha wo kahta ha K main Azad Nahi Kia ,main APNI marzi say APNA paisa kahi b use Nahi kar sakta Kia ,aik ya waja ha K log cryptocurrency ko prefer kar rahay Han for money transfer.es lea ya future currency ban rahi ha
3. Banks limit
Aik waja ya b ha K admi agr APNA paisa bank main Rakhtay Han aur usy suddenly Kisi ko Dana ha tu bank Ki limit lag jati ha K ap daily Etna he da saktay han ,admi ya sochta ha K paisa Mera ha ,ap K pass rakha ha protection K lea K jub mujy chahaya ap wapis Karo Lakin ap muj say paisa la kar muj par he limit Laga rahay ho aur Kabi kahtay ho system kharab ha Kabi kuch ,aik ya waja ha K log ab APNA paisa cryptocurrency main Rakh rahay Han jis waja say ya aur famous ho rahi ha
4. Paper Currency issues
Aik waja ya ha K yaha Har aye din Kisi na Kisi country Ki paper Currency flop ho rahi ha aur suddenly us Ki value dosri country Ki value say low ho jati ha ,ab admi kahta ha K aesa Ku agr mare pass 10 lac ha tu ya Har jaga he 10 lac Hona chahaya Pori world main ,aur cryptocurrency main yahi hota ha K Jo Kisi coin Ki value ha wo same ha all world 🌎 main ,es lea b log APNA paisa cryptocurrency main Rakhtay Han ta K wo Kahi b rahay us Ki value Worldwide same he rahay gi.
5. REASON
aik reason ya b ha K admi kahta ha Mera paisa main jis ko da raha hon wo bus muj ko pata ho Lakin government and banks K under ap Kisi ko paisa datay Han tu sub ko pata Chal Jata ha K ap na Kis ko dia ha paisa aur phr questions atay Han from government side ap na es Ko Etna paisa Ku dia ,ab admi kahta ha K main Nahi batana chahata Kisi ko b K main APNA paisa Kis ko da raha hon aur Ku da raha hon ,aik ya waja ha K log cryptocurrency ko future currency Samajtay Han
6. Reason
Aik waja ya b ha K ab Har admi APNA paisa apny control main rakhna chahata ha wo kisi b 3rd party K control main Nahi rakhna chahata ,ya b waja ha aik
7. Control on World
Aik ya b waja ha K ab paper currency say aik dosri country par control Kia Jata ha Ku K us Ki currency high honay Ki waja say ,ab koi b Nahi chahata ha us par koi control karey because of one paper piece,es lea b log ab es main AA rahay Han ta K es ka control same he ha Jo ap K pass value hogi wohi dosray K pass b hogi


